
Hasratain To Sab Ko Hain .......
Hasratain To Sab Ko Hain Manziloan Ko Pane Ki,Kabhi Raste Main Ghar Bana Kar to Dekhiye,
Ham To Bohat Bar Gir Ke Sanmbhal Chuke,Aap Bhi Kabhi Khud Ko Sata Kar to Dekhiye,
Hamein Shayad Pasand He Raag Sunna Sunana, Aap Bhi Kabhi Tanhai Main Gunguna Kar to Dekhiye,
Mar Bhi Jaaien Agar To Koi Gham Na HoGa Magar,
Aap Bhi Kisi Ke Liye Khud Ko Mita Kar to Dekhiye.
k...
No comments:
Post a Comment