Teri yaadon ne ....
Teri yaadon ne mujhe bhi rulaya ,apni tanhayi me tujhe bhi bulaya,
Baaton hi baaton me aankhein meri bhi chhalki,maine apane bajuo me apna muh chhupaya,
Socha maine din me tujhe kai baar, likh-likh ke tera naam mitaya maine sou baar,
Hua tera jikra kahi agar to ankho se aansoo mere bhi chhalke hazaar,
Raat ke bhigne tak mujhe nind nahi aayi thi, maine bhi apni raat takiye ke aanchal me bitayi thi,
Hoke teri yaadon me nidhal maine teri taswir sine se lagai thi,
Jab kisi ne poochhi meri halat ki chal,to kai baton se maine bhi apni halat chhupai thi,
Jab dekha maine chand akela mujhe sirf tere sath ki yaad aai thi…
k...

No comments:
Post a Comment